Thursday, February 24, 2011

Bhagwan kya hai

Bhagwan kay hai. yeh koi hamarese alag aatma hai bhagwan ka hamarese kya alag astitaw hai jaise ki filmo mai dikhaya ja raha hai ki alag se koi astitaw aata hai aur aashirwad de jata hai aur ham sukhi ho jata hai??????????  nahi meri nazar mai aisa ho hi nahi sakta ki bhagwan ka astitaw hamare se alag ho hum hai tabhi to jab tak ham hai tabhi to bhagwan ka astitaw hai nahi to ...... jab mai hi nahi to bhagwan kaise ho sakta isliye mai hi bhagwan hu yeh ghosana kyo nahi kar dete hum??????

No comments:

Post a Comment